when its 4 a.m. and you can't stop overthinking About the book Subah ke 4 baj gaye, lekin yeh dimaag hai ki sochna band hi nahi kar raha hai. Khud ke baare mein sochna, kisi aur ke baare mein sochna, kisi cheez, kisi jagah ke baare mein sochna, kuch hone wala hai ya kuch beet gaya ho toh uske baare mein sochna… Lekin jab hum kisi cheez ke baare mein zaroorat se zyada sochna shuru kar dete hain, dikkat wahin se shuru hoti hai. Overthinking sirf humari mental health ko affect nahi karta, balki hum